Bekhayali Lyrics is written by Irshad Kamil and the song is sung by Sachet Tandon. The music is composed by Sachet - Parampara.
![]() |
Bekhayali Lyrics - Kabir Singh |
Bekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal AayeTeri Nazdeekiyo
Ki Khushi Behisab Thi
Hisse Mein Fansle
Bhi Tere Bemisal AayeMain Jo Tumse Door Hu
Kyun Door Main Rahu
Tera Gurur Hu Uun
Aa Tu Fansla Mita
Tu Khaawb Sa Mila
Kyun Khaawb Tod DuBekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Judai De Gaya Tu
Ye Sawal AayeThoda Sa Main Kafa Ho Gaya
Apne Aap Se
Thoda Sa Tujhpe Bhi
Bewajah Hi Malaal AayeHai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan
Kaise Jee Lu Bina Tere
Mere Ab Sabse Hai Ann-Ban
Bante Kyun Ye Khuda Mere UlllYe Jo Log-Baag Hai
Jungle Ki Aag Hai
Kyun Aag Mein Jalu
Ye Nakaam Pyar Mein
Khush Hain Haar Mein
Inn Jaisa Kyun BanuRaatein Dengi Bata
Neendo Mein Teri Hi Baat Hai
Bhoolun Kaise Tujhe
Tu Toh Khayalo Mein Sath HaiBekhayali Mein Bhi
Tera Hi Khayal Aaye
Kyun Bichadna Hai Jaruri
Ye Sawal AayeNazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha HaiNazar Ke Aage, Har Ek Manjar
Ret Ki Tarha Bikhar Raha Hai
Dard Tumhara Badan Mein Mere
Zehar Ki Tarah Utar Raha HaiAa Jamaane Aajma Le Ruthta Nahi
Faanslo Se Haunsla Ye Tutt’ta Nahi
Na Hai Wo Bewafa Aur Na Main Hu Bewafa
Wo Meri Aadaton Ki Tarah Chhutata Nahi
बेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
"क्यूँ बिछड़ना है ज़रूरी?" ये सवाल आए
तेरी नज़दीकियों की ख़ुशी बेहिसाब थी
हिस्से में फ़ासले भी तेरे बेमिसाल आएमैं जो तुमसे दूर हूँ, क्यूँ दूर मैं रहूँ?
तेरा गुरुर हूँ
आ तू फ़ासला मिटा, तू ख्वाब सा मिला
क्यूँ ख्वाब तोड़ दूँ?बेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
"क्यूँ जुदाई दे गया तू?" ये सवाल आए
थोड़ा सा मैं खफ़ा हो गया अपने आप से
थोड़ा सा तुझपे भी बेवजह ही मलाल आएहै ये तड़पन, है ये उलझन
कैसे जी लूँ बिना तेरे?
मेरी अब सब से है अनबन
बनते क्यूँ ये खुदा मेरे?ये जो लोग-बाग हैं, जंगल की आग हैं
क्यूँ आग में जलूँ?
ये नाकाम प्यार में, खुश हैं ये हार में
इन जैसा क्यूँ बनूँ?रातें देंगी बता, नीदों में तेरी ही बात है
भूलूँ कैसे तुझे? तू तो ख्यालों में साथ हैबेखयाली में भी तेरा ही खयाल आए
"क्यूँ बिछड़ना है ज़रूरी?" ये सवाल आएनज़र के आगे हर एक मंज़र रेत की तरह बिखर रहा है
दर्द तुम्हारा बदन में मेरे ज़हर की तरह उतर रहा है
नज़र के आगे हर एक मंज़र रेत की तरह बिखर रहा है
दर्द तुम्हारा बदन में मेरे ज़हर की तरह उतर रहा हैआ ज़माने, आज़मा ले, रूठता नहीं
फ़ासलों से हौसला ये टूटता नहीं
ना है वो बेवफ़ा और ना मैं हूँ बेवफ़ावो मेरी आदतों की तरह छूटता नहीं
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Judaayi De Gaya Tu, Ye Sawaal Aaye,
Even when my mind is in an abyss,
I can’t stop thinking about you.
It makes me wonder,
Why did you distanced from me?
Thoda Sa Main Khafa Ho Gaya Apne Aap Se, Thoda Sa Tujhpe Bhi Bewajah Hi Malaal Aaye,
I got a little upset with myself.
And a little you too seem to be regretting.
Hai Ye Tadpan, Hai Ye Uljhan,
Kaise Jee Loon Bina Tere,
Meri Ab Sab Se Hai Annban,
Bante Kyun Ye Khuda Mere Hmm,
I have this crave for you.
A complication that how would I live without you?
I have clashes with everybody.
Why do they try to be my Gods ?(or tell me what should I do)
Ye Jo Log-Baag Hain, Jungle Ki Aag Hain,
Kyun Aag Mein Jalun,
Ye Nakaam Pyaar Mein,
Khush Hain Haar Mein,
Inn Jaisa Kyun Banun,
The people of the world lack passion.
Why should I be like them?
They are happy With their failed love stories.
Why should I be like them?
Raatein Dengi Bata,
Neendon Mein Teri Hi Baat Hai,
Bhoolun Kaise Tujhe,
Tu Toh Khayalon Mein Saath Hai,
I think about you all the time all day, all night How can I forget you?
You are always in my thoughts.
Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye,
Kyun Bichhadna Hai Zaroori Ye Sawaal Aaye, Even when my mind is in an abyss.
I can’t stop thinking about you.
It makes me wonder, why do lovers have to separate?
Nazar Ke Aage Har Ik Manzar, Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai,
Dard Tumhaara Badan Mein Mere,
Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai,
All those beautiful moments, Are slipping through my hands like sand.
The pain is spreading through my veins.
Aa Zamaane Aazma Le Roothta Nahin,
Faaslon Se Hausla Ye Toot’ta Nahin,
O World, Come and test me because I’ll never give up.
The distance will not break my resolution.
Naa Hai Woh Bewafa Aur Na Main Hoon Bewafa, Woh Meri Aadaton Ki Tarah Chhoot’ta Nahin,
She is not disloyal and nor am I, I cannot get over her.I just cannot.I cannot forget her.
0 Comments